ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de itna bataa de kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai auron ko khushi mujhko fakat dard o ranj o ghum duniyaa ko hansi aur mujhe rona diyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai hisse mein sab ke aayin hain hisse mein sab ke aayin hain rangeen bahaarein bad faqtiyaan lekin mujhe sheeshe mein utaarein peete hain peete hain rog roz o shab muzzarraton ki mai main hoon ke sadaa khoon e jigar maine piyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai thaa jin ke dam kadam se ye aabaad aashiyaan wo chehchahaati wo chehchahaati bulbulein jaane gayin kahaan jugnu ki chamak hai na sitaaron ki roshni iss ghup andhere mein hai meri jaan par bani kyaa thi kyaa thi kyaa thi khataa ke jis ki sazaa toone mujhko di kyaa tha kyaa tha gunah ke jis ka badlaa mujhse liyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu
Ae Qaatib E Taqdeer
Meri Behen (1944)