ulfat ka raasta hai manzil ki hai talaash hichkole khaati kishti ko saahil ki hai talaash aur mujhko mere khoye huye dil ki hai talaash achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota chhodke agar saath jaana tha ek din chhodke agar saath jaana tha ek din to ulfat ka rasta mujhko dikhaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota basaai thi nigaahon mein tasveer kyun meri basaai thi nigaahon mein tasveer kyun meri yun nazron se apni phir giraaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota khizaan hi jab laani thi humaare chaman mein khizaan hi jab laani thi humaare chaman mein to phulon se gulshan ye sajaaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota
Achha Hota Jo Dil Mein (Ulfat Ka Raasta)
Nadaan (1951)