ab wo raatein kahaan ab wo baatein kahaan ab wo raatein kahaan ab wo baatein kahaan wo mere pyaar ki chandani lut gayi dil luta dil ke rangeen armaan lute meri duniyan meri zindagi lut gayi ab wo raatein kahaan mujhko apni khabar thi na dil ki khabar kaisi madhosh thi meri shaam o sahar tere jaane pe tha har ghadi mera sar tere jaane pe tha har ghadi mera sar haay kitni haseen bekhudi lut gayi ab wo raatein kahaan ab wo baatein kahaan wo mere pyaar ki chandani lut gayi ab wo raatein kahaan phool murjha gaye chaand dehla gaya ek andhera saa har cheez pe chha gaya phool murjha gaye chaand dehla gaya ek andhera saa har cheez pe chha gaya door meri nigaahon se tu kya gaya door meri nigaahon se tu kya gaya meri aankhon ki bhi roshani lut gayi ab wo raatein kahaan ab wo baatein kahaan wo mere pyaar ki chandani lut gayi ab wo raatein kahaan
Ab Wo Raatein Kahaan
Yasmin (1955)