ab saunp diya is jeevan ka sab bhaar tumhaare haathon mein ab saunp diya is jeevan ka sab bhaar tumhaare haathon mein hai jeet tumhaare haathon mein aur haar tumhaare haathon mein ab saunp diya mera nishchaye bas ek yahi ek baar tumhen paa jaaun main mera nishchaye bas ek yahi ek baar tumhen paa jaaun main arpan kar doon duniya bhar ka sab pyaar tumhaare haathon mein ab saunp diya is jeevan ka sab bhaar tumhaare haathon mein ab saunp diya jo jag mein rahun to aise rahun jyon jal mein kamal ka phool rahe jo jag mein rahun to aise rahun jyon jal mein kamal ka phool rahe mere avgun dosh samarpit hon kartaar tumhaare haathon mein ab saunp diya is jeevan ka sab bhaar tumhaare haathon mein ab saunp diya mujhme tujhme bas bhed yahi main naari tum naarayan ho mujhme tujhme bas bhed yahi main naari tum naarayan ho main hoon sansaar ke haathon mein sansaar tumhaare haathon mein ab saunp diya is jeevan ka sab bhaar tumhaare haathon mein hai jeet tumhaare haathon mein aur haar
Ab Saunp Diya
Bhajan