ab ranj se khushi se bahaaro fiza se kya ab ranj se khushi se bahaaro fiza se kya mahave khayaal yaar hoon humko jahaan se kya mahave khayaal yaar hoon unka khayaal unki talab unki aarzoo unka khayaal unki talab unki aarzoo jis dil mein ho woh maange kisi meherbaan se kya mahave khayaal yaar hoon humne charaag rakh diya tufaan ke saamne humne charaag rakh diya tufaan ke saamne peechhe hatega ishq kisi imtehaan se kya mahave khayaal yaar hoon koi chale chale na chale hum to chal pade koi chale chale na chale hum to chal pade manzil ki jisko dhun ho use kaarvaan se kya manzil ki jisko dhun ho ye baat sochne ki hai wo hoke meherbaan ye baat sochne ki hai wo hoke meherbaan puchhenge haal e dil to kahenge zubaan se kya mahave khayaal yaar hoon
Ab Ranj Se Khushi Se (Mahav E Khayaal)
Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)