aap jab se kareeb aaye hain pyaar ke rang dil pe chhaaye hain aap jab se kareeb aaye hain jalva e yaar hai nigaahon mein phool bikhre huye hain raahon mein door tak zindagi ke saaye hain door tak zindagi ke saaye hain aap jab se kareeb aaye hain dil ne halki si chot khaayi hai zindagi ab samajh mein aayi hai hum khud apne nahin paraaye hain hum khud apne nahin paraaye hain aap jab se kareeb aaye hain pyaar ke rang dil pe chhaaye hain aap jab se kareeb aaye hain aap se apne dil ko haar ke hum iss kadar khush hain aap hi ki kasam jaise duniya ko jeet laaye hain jaise duniya ko jeet laaye hain aap jab se kareeb aaye hain khair ho ishq ke fasaane ki lag naa jaaye nazar zamaane ki had se aage kadam badhaaye hain had se aage kadam badhaaye hain aap jab se kareeb aaye hain
Aap Jab Se Kareeb Aaye
Noor Jehan (1967)