udaas udaas fizaaon mein noor chhalakaao bujhe bujhe huye taaron ko hans ke chamkaao gurur e husn salaamat na raah dikhlaao rabag doob gayaa khoone ab to aa jaao aana hi padega aana hi padega sar ishq ke kadamon pe jhukaana hi padega aana hi padega aana hi padegaa nagma mera har saans mein ras ghol raha hai is saans ke parde mein khuda bol raha hai nagma mera har saans mein ras ghol raha hai is saans ke parde mein khuda bol raha hai chheda hai agar saaz to gaana hi padega chheda hai agar saaz to gaana hi padega sar ishq ke kadmon pe jhukaana hi padega aana hi padega aana hi padega a a a a tapkega lahu dard bhare raag se kab tak khelegi teri mast ada aag se kab tak tapkega lahu dard bhare raag se kab tak khelegi teri mast ada aag se kab tak is khel mein ab haath jalaana hi padega is khel mein ab haath jalaana hi padega sar ishq ke kadmon pe jhukaana hi padega aana hi padega aana hi padega a a a a ulfat kabhi duniya se daregi na dari hai phoolon ke javani ne sada
Aana Hi Padega
Lala Rookh (1958)

Radhika, Shyama, Talat Mahmood, Vikram Kapoor