aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan har taraf hai mahek har taraf hai chahek har taraf hai mahek har taraf hai chahek har taraf baankpan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan tum bhi aawaaz do meri aawaaz par pyaar ke saaz par zindagi ik madhur raag ki taan hai chhed de taar dil ke ye armaan hai ras bhari dhun mein geeton ka toofaan hai toofaan hai toofaan hai aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam bhi ho kuchh naye rang mein jaise har ang mein aaj mausam bhi hai naachti ho bahaaron ki parchhaaiyaan aarzoo jaise leti ho angdaaiyaan angdaaiyaan angdaaiyaan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan hoooo hoooo
Aaj Mausam Ki Masti Mein Gaaye
Banarasi Thug (1962)