aaj ki aawaaz aaj ki aawaaz jaag e insaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz jaag e insaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz zindagi kitni behifaazat hai kal bhi aayega kya zamaanat hai din pareshan hai raat hai hairaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz dar ke saaye mein gar jawaan hongi ye nayi naslen kal kahaan hongi hosh mein aa jaa ab to ae naadaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz kya nagar hai ye kaisi basti hai yaa to mitti se jaan sasti hai zindagi mushkil maut hai aasaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz dekh ghar aangan lut nahin jaayen pyaar ke rishte chhut nahin jaayen kal bachaane ka aaj hi kar dhyaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz jaag e insaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz
Aaj Ki Aawaaz
Aaj Ki Awaz (1984)