aaj achanak toot gaye kyun man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar umad ghumad kar ghir ghir aayi dukh ki ghor ghataayen dil kehta hai man hi man mein ghut ghut kar mar jaayen armaanon ka jala basera armaanon ka jala basera aansu hain laachaar aansu hain laachaar re aansu hain laachaar man veena ke taar man veena ke taar lehron mein patwaar kheench kar maanjhi saath dhaara doobi naiya doobi aasha dooba door kinaara kis se kahun main mere khivaiya kis se kahun main mere khivaiya le chal nadiyaa paar le chal nadiya paar re le chal nadiya paar man veena ke taar man veena ke taar
Aaj Achanak Toot Gaye Kyun
Kinare Kinare (1963)