zindagi yun hui basar tanha zindagi yun hui basar tanha kaafila saath aur safar tanha zindagi yun hui basar tanha apne saaye se chaunk jaate hain apne saaye se chaunk jaate hain umra guzri hain iss kadar tanha umra guzri hain iss kadar tanha raat bhar bolte hain sannaate raat bhar bolte hain sannaate raat kaate koi kidhar tanha raat kaate koi kidhar tanha din guzarta nahin hai logon mein din guzarta nahin hai logon mein raat hoti nahin basar tanha raat hoti nahin basar tanha humne darwaaze tak to dekha tha humne darwaaze tak to dekha tha phir na jaane gaye kidhar tanha phir na jaane gaye kidhar tanha kaafila saath aur safar tanha zindagi yun hui basar tanha
Zindagi Yun Hui Basar Tanha
Jagjit Singh