zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere haathon mein lakeeron ke siwa kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan saamne jinke wo sach much ka khuda kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar zard hi zard hai pedon pe hara kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah ya to sab kuchh hi ise chahiye ya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin
Zindagi Tune Lahoo Leke Diya
Jagjit Singh