zindagi hai ya koi toofaan hai zindagi hai ya koi toofaan hai hum to is jeene ke haathon mar chale zindagi hai ya koi toofaan hai sainkadon armaan le kar aaye the sainkadon armaan le kar aaye the dil mein laakhon hasraten le kar chale zindagi hai ya koi toofaan hai aati jaati saans ka aalam na poochh aati jaati saans ka aalam na poochh jaise duhri dhaar ka khanjar chale zindagi hai ya koi toofaan hai lagzishen hain zindagi ki saath saath lagzishen hain zindagi ki saath saath har kadam khate hu ye thokar chale zindagi hai ya koi toofaan hai pyaar ki mehfil se dil lutne ke baad pyaar ki mehfil se dil lutne ke baad is tarha uthe kadam kyun kar chale zindagi hai ya koi toofaan hai hum to is jeene ke haathon mar chale zindagi hai ya koi toofaan hai zindagi hai ya koi toofaan hai
Zindagi Hai Ya Koi (Female)
Zindagi Ya Toofan (1958)