zara si baat pe zara si baat pe har rasm tod aaya thaa zara si baat pe har rasm tod aaya thaa dil e tabaah ne bhi kyaa mizaaj paaya thaa zara si baat pe muaaf kar naa saki meri zindagi mujhko muaaf kar naa saki meri zindagi mujhko wo ek lamha ke main tujh se tang aaya thaa wo ek lamha ke main tujh se tang aaya thaa zara si baat pe shagufta phool simat kar kali bane jaise shagufta phool simat kar kali bane jaise kuchh is kamaal se toone badan churaaya thaa kuchh is kamaal se toone badan churaaya thaa zara si baat pe guzar gayaa hai koi lamhaa e sharar ki tarah guzar gayaa hai koi lamhaa e sharar ki tarah abhi to main usse pehchaan bhi na paaya thaa abhi to main usse pehchaan bhi na paaya thaa zara si baat pe pata nahin ki mere baad unpe kya guzri pata nahin ki mere baad unpe kya guzri main chand khwaab zamaane mein chhod aaya thaa main chand khwaab zamaane mein chhod aaya thaa zara si baat pe har rasm tod aaya thaa dil e tabaah ne bhi kyaa mizaaj paaya thaa zara si
Zara Si Baat Pe
Mukesh