zamane mein koi hamara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin zamane mein koi zamane mein koi hamara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin nasibon ke kaale sawere to hain garibon ke ghar mein andhere to hain nasibon ke kaale sawere to hain garibon ke ghar mein andhere to hain koi chand koi sitara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin sabhi ke liye ek duniya hai ye hamaare liye gum ka dariya hai ye sabhi ke liye ek duniya hai ye hamaare liye gum ka dariya hai ye bhanwar hi bhanwar hai ye kinara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin kahin se kisi ne na aawaz di rahe chup khuda aur bhagwan bhi kahin se kisi ne na aawaz di rahe chup khuda aur bhagwan bhi bhagwan bhi kise hamne jaa kar pukaara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin sahara nahin sahara nahin
Zamane Mein Koi Hamara Nahin
Farishta (1984)

Bharat Bhushan, Ashok Kumar, Kanwaljeet, Ambika Shoori, Smita Patil, Master Raaju, Master Raajeev Bhaatia, Danny, Pran