yun na reh reh kar humein tarsaaiye yun na reh reh kar humein tarsaaiye aaiye aa jaaiye aa jaaiye aaaaaa phir wohi daanistaah thokar khaaiye phir wohi daanistaah thokar khaaiye phir meri aagosh mein gir jaaiye phir meri aagosh mein gir jaaiye meri duniya muntazir hai aap ki meri duniya muntazir hai aap ki apni duniya chhod kar aa jaaiye apni duniya chhod kar aa jaaiye aa aa aa ye hawaa saagar ye halki chaandni ye hawaa saagar ye halki chaandni jee mein aata hai yahin mar jaaiye jee mein aata hai yahin mar jaaiye yun na reh reh kar humein tarsaaiye
Yun Na Reh Reh Kar
Master Madan