ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin kis ko sunaaun haal dil e bekaraar ka bujhta hua charaag hoon apne majaar ka aye kaash bhool jaaun magar bhoolta nahin kis dhoom se utha tha janaaza bahaar ka ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin apna pataa mile na khabar yaar ki mile dushman ko bhi na aisi sajaa pyaar ki mile unko khuda mile hai khuda ki jinhein talaash mujh ko bas ek jhalak mere dildaar ki mile ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin sehraa mein aake bhi mujh ko thikaana na milaa ghum ko bhoolaane ka koi bahaana na milaa dil tarse jis mein pyaar ko kyaa samjhun us sansaar ko ek jeetee baaji haar ke main dhoondhon bichhade yaar ko ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin o o o o o o o o o door
Ye Duniyaa Ye Mehfil
Heer Raanjha (1970)