yaad na aaye koi lahu na rulaaye koi yaad na aaye koi haay akhiyon mein baitha tha akhiyon se uthke jaane kis desh gayaaaaa akhiyon mein baitha tha akhiyon se uthke jaane kis desh gaya jogi meri jogi ve ranjha mera ranjhna mera darvesh gaya rabba door na jaaye koi yaad na aaye koi shaam ke diye ne aankh bhi na kholi andha kar gayi raat shaam ke diye ne aankh bhi na kholi andha kar gayi raat jala bhi nahin tha deh kaa baalan koyla kar gayi raat rabba aur na jalaaye koi yaad na aaye koi 
            
                    Yaad Na Aaye Koi
                
                    Maachis (1996)