woh jo hum mein tum mein qaraar tha tumhen yaad ho ki na yaad ho wohi yaani waada nibaah kaa tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha woh naye gile wo shikayaten woh maje maje ki hiqaayten woh har ek baat par roothna tumhen yaad ho ki na yaad ho koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi to bayaan se pehle hi bhoolna tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha jise aap ginte the aashna jise aap kehte the baavfaa main wohi hoon monin e muqtala tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Woh Jo Hum Mein Tum Mein
Chitra Singh