ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha kal tak main akela tha aaj zamana saath hai waqt waqt ki baat hai samjhe na waqt waqt ki baat hai kal tak main akela tha aaj zamana saath hai waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai jab itna mashhoor na tha yaaro mera naam tab paani naa milta tha ab milte hain jaam kal ye raat andheri thi aaj suhaani raat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai sun kar meri baaton ko hai duniya hairaan dekhte rah gaye sab maine maar liya maidaan kal dil mein veerani thi aaj magar baraat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai aaj tu jaanegi mujhko aye mere mehboob bhola bhaala hoon lekin aadmi hoon main khoob kal tha jiska intezaar aaj wo mulaqaat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai kal tak main akela tha aaj zamana saath hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai
Waqt Waqt Ki Baat Hai
Bhola Bhala (1978)