unse nazaren milin aur hijaab aa gaya unse nazaren milin aur hijaab aa gaya zindagi mein haseen inqalaab aa gaya unse nazaren milin aur hijaab aa gaya aa bekhabar the udhar ke taakaajon se hum bekhabar the udhar ke taakaajon se hum humko maaloom na tha aise bhi din aayenge aaina dekhen to aap apne se sharmaayenge bekhabar the udhar ke takaajon se hum aaj jaana ke sach much shabaab aa gaya aaj jaana ke sach much shabaab aa gaya aa aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun in sawaalon ka khud se jawaab aa gaya in sawaalon ka khud se jawaab aa gaya aa dil ke aane ko hum kis tarah rokte dil ke aane ko hum kis tarah rokte dilko roka na gaya usko sambhala na gaya baat is tarah badhi baat ko taala na gaya dil ke aane ko hum kis tarah rokte jispe aana tha khana kharaab aa gaya jispe aana tha khana kharaab aa gaya zindagi mein haseen inqalaab aa gaya
Unse Nazaren Mili
Gazal (1964)