udaas shaam udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai yahi bahut hai ke taaza hawa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai jo apni shaakh se baahar abhi nahin aayi jo apni shaakh se baahar abhi nahin aayi nayi bahaar ki jaamin wahi kali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai dhuan to jhooth nahin bolta kabhi yaaro dhuan to jhooth nahin bolta kabhi yaaro humaare shaher mein basti koi jali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai kisi ke ishq mein hum jaan se gaye lekin kisi ke ishq mein hum jaan se gaye lekin humaare naam se rasm e wafa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai hazaar band hon dair o haram ke darwaaje hazaar band hon dair o haram ke darwaaje mere liye mere mehboob ki gali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai yahi bahut hai ke taaza hawa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai
Udas Sham Kisi Khwab Mein
Ghulam Ali