tum sa koi pyara koi masoom nahin hai kya cheez ho tum khud tumhein maaloom nahin hai laakhon hain magar tum sa yahan kaun haseen hai tum jaan ho meri tumhein maaloom nahin hai tum sa koi pyara koi masoom nahin hai kya cheez ho tum khud tumhein maaloom nahin hai laakhon hain magar tum sa yahan kaun haseen hai tum jaan ho meri tumhein maaloom nahin hai sau phool khile jab ye khila roop sunehra sau chaand bane jab ye bana chand sa chehra hoo sau phool khile jab ye khila roop sunehra sau chaand bane jab ye bana chand sa chehra itna bhi koi pyar ki raahon mein na ghum ho bas hosh hai itna ki mere saath mein tum ho mere saath mein tum ho mere saath mein tum ho hmmm dhadkan hai kahin dil hai kahin jaan kahin hai tum jaan ho meri tumhein maaloom nahin hai ye chandni in aankhon ka saaya to nahin hai kya cheez ho tum khud tumhein maaloom nahin hai ye honth ye paleken ye nigahien ye adayein mil jaaye khuda mujhko to main le loon balayein hooo ye honth ye paleken ye nigahien
Tumsa Koi Pyaara
Khuddar (1994)

Amitabh Bachchan, Vinod Mehra, Parveen Babi, Parveen Babi