tum jab jab saamne aate ho mere tan mein mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab saamne aate ho mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baaten karte ho mere man mein mere man mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baaten karte ho kuchh chehre aise hote hain jo apne apne lagte hain jo peechhe sach ho jaate hain jo pahle sapne lagte hain jo pahle sapne lagte hain tum jab jab aankh milaate ho mere man mein mere man mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab aankh milaate ho mere man mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab saamne aate ho tum aise takte ho mujhko palken meri jhuk jaati hain tum haath pakadte ho mera saansen meri ruk jaati hain saansen meri ruk jaati hain tum sharma ke chhup jaate ho mere tan mein mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum sharma ke chhup jaate ho mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baten karte ho tum puchho apni aankhon se kyun hum apna dil kho baithe wo bhoole saari duniya ko jo paas tumhare ho baithe jo paas tumhare ho baithe tum
Tum Jab Jab Saamne Aate Ho
Parde Ke Peechhey (1971)