MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Skip Navigation Links
Skip Navigation Links
tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki raanaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki tum ke iss jheel ke saahil pe mili hooo mujhse jab bhi dekhunga yahi mujhko nazar aaogi yaad mitti hai naa manzar koi mit sakta hai door jaa kar bhi tum apne ko yahin paaogi tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki ghul ke reh jaayegi jhonkon mein badan ki khushboo zulf ka aks ghataaon mein rahega sadiyon phool chupke se chura lenge labon ki surkhi ye jawaan husn fazaaon mein rahega sadiyon tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein ye naa samjho ke zara der ka kissa ho tum ab humesha ke liye mere muqaddar ki tarah inn nazaaron ke muqaddar kaa bhi hissa ho tum tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi

Poster of Shagoon+(1964)+-+(Hindi+Film)

Tum Chali Jaaogi

Shagoon (1964)

Achala Sachadev, Kamal Jeet, Leebi Raana, Nana Palsikar, Nazir Husain, Neena, Pratima Devi, Prince Saleem, Raj Deep, Waheeda Rehman

Mohammed Rafi
Song Title : Tum Chali Jaaogi
Album/Film : Shagoon (1964)
Release Year : 1964
Production : Shaheen Arts
Producer : Shaheen Arts
Director : Nazar
Film Actors : Achala Sachadev, Kamal Jeet, Leebi Raana, Nana Palsikar, Nazir Husain, Neena, Pratima Devi, Prince Saleem, Raj Deep, Waheeda Rehman
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Singer : Mohammed Rafi
OnScreen Actors : Kamal Jeet
Music Director : Khayyam (Sharma Ji)

Q. In which year the Album/Film Shagoon (1964) released?

A. Shagoon (1964) was released in 1964 .

Q. Which is Production of Album/Film Shagoon (1964) ?

A. Shaheen Arts was the Production of Shagoon (1964) .

Q. Who is Producer of Album/Film Shagoon (1964) ?

A. Shaheen Arts was the Producer of in Shagoon (1964) .

Q. Who is Director of Album/Film Shagoon (1964) ?

A. Nazar was the Director of Shagoon (1964) .

Q. Who was Film Actors of Album/Film Shagoon (1964) ?

A. Achala Sachadev, Kamal Jeet, Leebi Raana, Nana Palsikar, Nazir Husain, Neena, Pratima Devi, Prince Saleem, Raj Deep, Waheeda Rehman was the Film Actors of Shagoon (1964) .

Q. Who wrote the song Tum Chali Jaaogi ?

A. Sahir Ludhianvi wrote the song Tum Chali Jaaogi

Q. Who was the lyricsts of song Tum Chali Jaaogi ?

A. Sahir Ludhianvi was the lyricsts of song Tum Chali Jaaogi .

Q. Who is Singer of song Tum Chali Jaaogi ?

A. Mohammed Rafi was the Singer's of song Tum Chali Jaaogi .

Q. Who is OnScreen Actors of song Tum Chali Jaaogi ?

A. Kamal Jeet was the OnScreen Actors of song Tum Chali Jaaogi .

Q. Who is Music Director of song Tum Chali Jaaogi ?

A. Khayyam (Sharma Ji) was the Music Director of song Tum Chali Jaaogi .

Q. In which raag Tum Chali Jaaogi song was sung?

A. Tum Chali Jaaogi song was sung in raag .

Q. In which taal Tum Chali Jaaogi song was sung?

A. Tum Chali Jaaogi song was sung in taal .