tum aaj hanste ho hans lo mujh par ye aajmayish na waar hogi main janta hoon mujhe khabar hai ke kal fazaa khushgawaar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par rahe mohabbat mein zindagi bhar rahegi ye kashmkash barabar rahegi ye kashmkash barabar na tumko kurbat mein jeet hogi na tumko kurbat mein jeet hogi na mujhko furkat mein haar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par hazaar gurbat sataye lekin mere iraadon se hai ye mumkin mere iraadon se hai ye mumkin agar sharafat ko tumne cheda agar sharafat ko tumne cheda to zindagi tum pe vaar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par ye aajmayish na waar hogi tum aaj hanste ho
Tum Aaj Hanste Ho
Mukesh