tujh mein jo baat hai gulshan ke nazaaron mein nahin tujh mein jo baat hai gulshan ke nazaaron mein nahin tujhsa rangeen to koi phool bahaaron mein nahin tujh mein jo baat hai de ke aawaaz mujhe paas bula le ab to de ke aawaaz mujhe paas bula le ab to ab maza door ke khamosh ishaaron mein nahin tujh mein jo baat hai mauj e toofaan mujhe seene se lagaaye rakhna tere aagosh ki lazzat to kinaaron mein nahin tujh mein jo baat hai zindagi beet chali hai tera rasta takte zindagi beet chali hai tera rasta takte koi aahat bhi magar raahguzaron mein nahin tujh mein jo baat hai
Tujh Mein Jo Baat Hai
Talat Mahmood