tu kar de nazar se mastaana tu kar de nazar se mastaana tu kar de nazar se mastaana maiy cheez hai kya maiykhana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana ye kaisi jawaani aayi hai dekhe to qayamat jhuk jaaye ye kaisi jawaani aayi hai dekhe to qayamat jhuk jaaye tu hai main hoon tanhaayi hai ab waqt se kehdo ruk jaaye ab waqt se kehdo ruk jaaye ye hosh ki saari baaten hain ye hosh ki saari baaten hain samjhega tera deewana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana palkon mein chhupa ke tujhko sajan kho jaaun chaand sitaaron mein palkon mein chhupa ke tujhko sajan kho jaaun chaand sitaaron mein tere hi liye gulshan gulshan khilte hain phool bahaaron mein khilte hain phool bahaaron mein jab saathi tujhsa mil jaaye jab saathi tujhsa mil jaaye phir gulshan kya viraana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana maiy cheez hai kya
Tu Kar De Nazar Se Mastana
Ladki Pasand Hai (1971)