tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage ibtadaa ye thi ke dekhi thi khushi ki ik jhalak ibtadaa ye thi ke dekhi thi khushi ki ik jhalak intihaa ye hai ke ghum harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage beqraari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi beqraari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi shaayad ab taskeen ka pehaloo nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage khatm kar de ae sabaa ab shaame ghum ki daastaan khatm kar de ae sabaa ab shaame ghum ki daastaan dekh un aankhon mein bhi aansoo nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage
Tere Jalwe Ab Mujhe Harsoon
Lata Mangeshkar