tasveer teri dil mera behla na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi ye teri tarha mujhse to sharma na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi main baat karunga to ye khamosh rahegi seene se laga lunga to ye kuchh na kahegi main baat karunga to ye khamosh rahegi seene se laga lunga to ye kuchh na kahegi aaraam wo kya degi jo tadpaa na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi ye aankhen hain thehri huyi chanchal wo nigaahen ye haath hain sehme huye aur mast wo baahen ye aankhen hain thehri huyi chanchal wo nigaahen ye haath hain sehme huye aur mast wo baahen parchhayin to insaan ke kaam aa na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi in honthon ko faiyaz mein kuchh de na sakunga is julf ko main haath mein bhi le na sakunga in honthon ko faiyaz mein kuchh de na sakunga is julf ko main haath mein bhi le na sakunga uljhi huyi raaton ko ye suljha na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi
Tasveer Teri Dil Mera Behla Na Sakegi
Talat Mahmood