tark e ulfat ka sila pa bhi liya hai maine ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai maine ab to aajaa aa saki teri judayi na kabhi raas mujhe aa saki teri judayi na kabhi raas mujhe tujh se bichhda to yeh hone laga ehsaas mujhe apne haathon se koyee zahar piya hai maine ab to aajaa gungunati hai wafa rooh mein rim jhim ki traha gungunati hai wafa rooh mein rim jhim ki traha saamne apne khada hoon kisi mujrim ki traha aaj to sharm se moonh dhamp liya hai maine ab to aajaa jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko ek na ek roz to aana hi padega tujh ko dil ka darwaza khulla chhod diya hai maine ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai maine ab to aajaa
Tark E Ulfat Ka Sila Pa Bhi Liya
Dil Mera Dharkan Teri (1968)