tadap aye dil tadapne se zaraa aaraam aataa hai ki lab par har tadap ke saath unkaa naam aataa hai jise sun kar meri duniyaa khushi se jhoom uthti thi jise sun kar meri duniyaa khushi se jhoom uthti thi na wo aawaaz aati hai na wo paigaam aataa hai tujhe main kyaa bataaun kis tarah tujh ko ye samjhaaun tujhe main kyaa bataaun kis tarah tujh ko ye samjhaaun tere aane se is dil ko badaa aaraam aataa hai lagaa le zor ye duniyaa na badlegi wafaa apni lagaa le zor ye duniyaa na badlegi wafaa apni badal jaaye wafaa to ishq par ilzaam aataa hai tadap aye dil tadapne se zaraa aaraam aataa hai ki lab par har tadap ke saath unkaa naam aataa hai
Tadap Ae Dil Tadapne Se
Shaan (1950)