o taara tera mera nahin gujaara o taara tera mera nahin gujaara tu thehri gharwaali o main thehra banjaara pyaara tera pyaar hai mujhko pyaara tere liye gharbaar toh kya main chhod doon yeh jag saara mela duniya do roj ka mela o aata jaata joban jaise paani ka ik rela mela duniya do roj ka mela thaam le bainya mele mein are kaahe phire akela dhokha mere saath huwa yeh dhokha dhokha mere saath huwa yeh dhokha mera ghunghat khol gaya beimaan pavan kaa jhonka jhonka main hota kaash woh jhonka mere haath se nikal gaya hai ek sunahri mauka baadal teri aankh ka jaise kaajal baadal teri aankh ka jaise kaajal dhak dhak mann ko leke chham chham baaje teri paayal aanchal hat chhod de mera aanchal sach kehte hain premi hote hain thode se paagal o ho o ho ho ho o ho o ho ho ho choti meri do gaj lambi chotii choti meri do gaj lambi chotii baabul ko samjhayo koi ab meri umar nahin chhoti moti mat barsa aankh se moti yeh sabko maalum hai main hoon deepak tu hai jyoti raani sun
Taara Tera Mera Nahin
Banphool (1971)