suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladka tha ek shehron mein jo husn bemisaal kamsin tha jiski umra thi samjho ki saat saal ramzaan ke jo chaand pe uski nazar padi uske bhi dil mein roze ki ek aarzoo jagi roza rakhunga main bhi ye maa baap se kaha shehri karunga main bhi jaga dena tum zara suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladke ki baat sun li magar kuchh nahin kaha ladka subah utha to hua unse wo khafa samjhaya maa ne baap ne aye mere gulsitaan roza nahin hai farz abhi tujhpe meri jaan nanhe se dil ko baat ka sadma bada hua maa se kaha kuraan mein kehta hai ye khuda roze ki bhook pyaas jo hasti uthayegi us rozedaar ko na ye dozakh jalaayegi kuraan jis mein utra suno wo mahina hai tauba kabool karta khuda wo mahina hai suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan
Suno Ramzan Ki Dastan Ko Suno
Alam Ara (1973)