aaa aaa aaa aaa aaaaa suni jo unke aane ki aahat gareeb khanaa sajayaa hamne qadam mubarak hamaare dar pe naseeb apnaa jagayaa hamne huyi hai aamad khushamadidam ye kehnaa dil ko sikhayaa hamne khile hain aashaa ke phool mann mein ye raaz unse chhupayaa hamne wo apne neta hum unki jantaa hameshaa naata nibhayaa hamne ye teri rehmat ae mere maalik gumaan nahin tha wo payaa hamne unhen jo dekhaa jhukaa li aankhe adab se ehsaan uthayaa hamne suni jo unke aane ki aahat gareeb khaanaa sajayaa hamne
Suni Jo Unke Aane Ki
Satyam Shivam Sundaram (1978)

A K Hangal, Zeenat Aman, Kanhaiya Laal, Padmini Kolhapure, Shashi Kapoor