sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya chun chun bagiya se laaun ri chameliyaaa chun chun bagiya se laaun ri chameliya kaliyon se meri sajaao ri doliya kajara lagaao maathe bindiya sajaao mori rang do gulaabi chunariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya bansi ki dhun mein bulaaye mora chhaliya bansi ki dhun mein bulaaye mora chhaliya laao ri kahaan hai nigodi paayaliya maang bharo mat der karo kahin rooth na jaaye saanwariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya
            
                    Sun Ri Sakhi
                
                    Nagin (1954)
                
                    Bali, Pradeep Kumar, Vyjayantimala