shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya taa umr dhundhtaa raha manzil main ishq ki taa umr dhundhtaa raha manzil main ishq ki anjaam ye ke gard e safar le ke aa gaya anjaam ye ke gard e safar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya nashtar hai mere haath mein kaandhon pe mai kada nashtar hai mere haath mein kaandhon pe mai kada lo main ilaaz e dard e jigar le ke aa gaya lo main ilaaz e dard e jigar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya faaqir sanam kade mein naa aataa main laut kar faaqir sanam kade mein naa aataa main laut kar ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya shaayad main zindagi ki sehar le ke aa gaya qaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya
Shayad Main Zindagi Ki Sehar
Jagjit Singh