seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kaha le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoon baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hain na dil ke armaan hain ab dil hain na dil ke armaan hain bas main hun meri tanhaai hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koyi hum ko na koyi shikaayat duniya se do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi kismat ne thhokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ik aisi aag lagi mann mein jeene bhi na de marne bhi na deeeeeee chup hun to kaleja jalta hai chup hun to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan
Seene Mein Sulagte
Tarana (1951)

Dr Shriram Lagoo, Jag Deep, Mithun Chakravarti, Om Shivpuri, Ranjeeta, Urmila Bhatt