sapna jahaan dastak na de chaukhat thi woh aankhein meri baaton se thi tadaad mein khamoshiyaan zyaada meri jabse pade tere kadam chalne lagi duniya meri mere dil mein jagah khuda ki khaali thi dekha wahan pe aaj tera chehra hai main bhatakta hua sa ek baadal hoon jo tere asmaan pe aa ke thehra hai tu rooh hai toh main kaya banun taa umr main tera saaya banun keh de toh ban jaaun bairaag main kehde toh main teri maya banun tu saaz hai main ragini tu raat hai main chandani mere dil mein jagah khuda ki khaali thi dekha wahan pe aaj tera chehra hai main bhatakta hua sa ek baadal hoon jo tere asmaan pe aa ke thehra hai hum pe sitaaron ka ehsaan ho poora adhoora har armaan ho ek dusre se jo baandhe humein baahon mein nanhi si ik jaan ho aabaad ho chhota sa ghar lag na sake kisi ki nazar mere dil mein jagah khuda ki khaali thi dekha wahan pe aaj tera chehra hai main bhatakta hua sa ek baadal hoon jo tere asmaan pe aa ke thehra hai
Sapna Jahaan
Brothers (2015)