sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main lekin ye sochtaa hoon ke ab tera kya hoon main sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main bikhraa pada hai tere hi ghar mein tera wajood bikhraa pada hai tere hi ghar mein tera wajood beqaar mehfilon mein tujhe dhundhtaa hoon main beqaar mehfilon mein tujhe dhundhtaa hoon main kya jaane kiss adaa se liya tune mera naam kya jaane kiss adaa se liya tune mera naam duniyaa samjh rahi hai ke sab kuchh tera hoon main lekin ye sochtaa hoon ke ab tera kya hoon main sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main le mere tajurbon se sabak aye mere raqeeb le mere tajurbon se sabak aye mere raqeeb do chaar saal umr mein tujhse bada hoon main lekin ye sochtaa hoon ke ab tera kya hoon main sadma to hai mujhe bhi ke tujh se judaa hoon main
Sadma To Hai Mujhe Bhi Ke Tujh se Judaa Hoon Main
Jagjit Singh