zindagi mere liye kimati nemat teri mujhko paida kiya tune ye hai kudrat teri imtehaan loongaa main do chaar baras karke gunaah jurm mere hain jyada ke hai rehmat teri khalik hai har ek sheh ka bata tu hi bata main banda hoon aur tu hai khuda tu hi bata karta hoon bura main to saza deta hai hum donon mein kya fark raha tu hi bataa sabr de ya mere zakhmon ko masihaa de de sabr de ya mere zakhmon ko masihaa de de warna phir mujhko tadapne ka salika de de sabr de ya mere zakhmon ko thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein ab elaahi mere pairon mein ujala de de sabr de ya mere zakhmon ko umr bhar jisne kadi dhoop mein rahat di hai umr bhar jisne kadi dhoop mein rahat di hai us sulagti huyi deewaar ko saya de de warna phir mujhko tadapne ka salika de de sabr de ya mere zakhmon ko aarzoo hai ke kisi aankh mein ansoo na rahe aarzoo hai ke kisi aankh mein ansoo na rahe aarzoo hai ke
Sabr De Ya Mere Zakhmon Ko
Pankaj Udhas