saamne hai jo usse log bura kehte hain saamne hai jo usse log bura kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale jeene waale to gunaahon ki saza kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain faasle umr ke kuchh aur badha deti hai faasle umr ke kuchh aur badha deti hai jaane kyun log usse phir bhi dawa kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain chand masoom se patton ka lahu hai faakir chand masoom se patton ka lahu hai faakir jisko mehboob ke haathon ki hina kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain
Saamne Hai Jo Usse
Jagjit Singh