ek banjara ek taare par kab se gaave jeevan hai ek dor dor uljhe hi jaave aasaani se gire hai khulti nahin hai man wo hateela hai jo phir bhi suljhave raahi ka to kaam hai chalta hi jaave saaiyaan ve saaiyaan ve sun sun saaiyaan ve saaiyaan ve saaiyaan ve tinka tinka chidiya laave aise apna ghar wo banaave zarra zarra tu bhi jod ke ek khilonda bana boond boond hai banta saagar dhaaga dhaaga banti chaadar dheere dheere yun hi tu bhi apna jeevan saja seenchta hai yahan jo bagiyan ko wohi phool bhi paave raahi ka to kaam hai chalta hi jaave saaiyaan ve saaiyaan ve sun sun saaiyaan ve saaiyaan ve saaiyaan ve din hain parvat jaise bhari raaten bojhal bojhal saari tu ye sochta hai raah kaise aasaan ho saari anjaani hain raahen jin mein dhoonden teri nigaahen koi aisa pal jo aaj aa kar meharbaan ho ghome kab se dagar dagar tu man ko ye samjhave raahi ka to kaam hai chalta hi jaave saaiyaan ve saaiyaan ve saaiyaan saaiyaan ve saaiyaan ve saaiyaan ve ek banjara ek taare par
Saaiyaan
Ta Ra Rum Pum (2007)