roshani ban ke fizaon mein bikharna hoga phir se doobe huye taaron ko ubharna hoga roshani ban ke meri armaa bhari mehfil ko sajaane ke liye meri armaa bhari mehfil ko sajaane ke liye zindagi tujhko dulhan ban ke sanwarna hoga roshani ban ke maine aawaaz tere naam se di hai usko maine aawaaz tere naam se di hai usko mera daawa hai zamaane ko theharna hoga roshani ban ke ishq ki manzil e aasaan ko tarasne wale ishq ki manzil e aasaan ko tarasne wale tujhko dushwaari e manzil se guzarna hoga roshani ban ke fizaon mein bikharna hoga roshani ban ke
Roshni Ban Ke Fizaon Mein
Talat Mahmood