rang yeh duniya badalti hai badal ja pyaare tu bhi jeevan ke naye saanche mein dhal ja pyaare mausam aaye mausam jaaye phir khil jaayen kaliyaan mausam aaye mausam jaaye phir khil jaayen kaliyaan apne aap khulti jaayen armaanon ki galiyaan tu bhi bhool ke sabko are tu bhi bhool ke sabko aaj mana rang raliyaan dil ka saaz jab chhid jaaye dhadkan gaane gaaye are dil ka saaz jab chhid jaaye dhadkan gaane gaaye phir ek shaam ki pehchaan afsaana ban jaaye jeevan woh dhaara hai are jeevan woh dhaara hai jo bandh ke reh na paaye jab tak saans tab tak aas sach kehte ho yaaro are jab tak saans tab tak aas sach kehte ho yaaro hain din chaar mauj bahaar kal ko goli maaro jab tak jaisi guzre are jab tak jaisi guzre hanste huye guzaaro bolo re rang yeh duniya badalti hai badal ja pyaare tu bhi jeevan ke naye saanche mein dhal ja pyaare
Rang Yeh Duniya
Naughty Boy (1962)