pyaar mein hota hai kya jaadu tu jaane ya main jaanun pyaar mein hota hai kya jaadu tu jaane ya main jaanun rehta nahin kyun dil par kaabu tu jaane ya main jaanun pyaar mein hota hai kya jaadu tu jaane ya main jaanun gun gun karta kyun phirta hai koi bhanwra baagon mein ho gun gun karta kyun phirta hai koi bhanwra baagon mein kyun hoti hai phool mein khushboo tu jaane ya main jaanun pyaar mein hota hai kya jaadu tu jaane ya main jaanun chaandni raatein hon to chakori paagal si kyun hoti hai ho chaandni raatein hon to chakori paagal si kyun hoti hai jungle mein koyal ki ku ku tu jaane ya main jaanun pyaar mein hota hai kya jaadu tu jaane ya main jaanun jaise hariyaali aur saawan jaise barkha aur baadal ho jaise hariyaali aur saawan jaise barkha aur baadal tere liye main mere liye tu tu jaane ya main jaanun pyaar mein hota hai kya jaadu tu jaane ya main jaanun rehta nahin kyun dil par kaabu tu jaane ya main jaanun tu jaane ya main jaanun tu jaane ya main jaanun
Pyaar Mein Hota Hai
Papa Kahte Hain (1996)