main kab gaata mere swar mein pyaar kisi ka gaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai jab le thandi saansen koi ye purwaiyaa lehraaye anter se jab dhuwaan uthe to ambar par baadal chhaye aansoon ki boondon mein koi chhand naye barsaata hai pyaar kisi ka gaata hai mere paas nahin kuchh apna jo hai sabhi paraaya hai mera tann mann mera jeevan kisi aur ki chhaya hai main to hoon ik taar chhed kar koi mujhe bajaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai
Pyaar Kisi Ka Gaata Hai
Mohd Rafi