pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro ye kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro ab zamane mein muhabbat ka kahin naam nahiii ab zamane mein muhabbat ka kahin naam nahiii main kahan jaun zara tum hi batana yaaro main kahan jaun zara tum hi batana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tu ne main tumhare hi khayalon mein kahin khoya hoon main tumhare hi khayalon mein kahin khoya hoon khud hi moujood nahin phir kabhi aana yaaro khud hi moujood nahin phir kabhi aana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne yaad rakhna use ulfattt ke fasane ki tarah yaad rakhna use ulfattt ke fasane ki tarah apne hasrat ko kahin bhool na jana yaaro apne hasrat ko kahin bhool na jana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro
Pyaar Jab Tumne Kiya
Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain