purani jeans aur guitaar muhalle ki wo chhat aur mere yaar wo raaton ko jaagna subah ghar jaana kood ke deewar wo cigrette peena gali mein jaake wo karna daaton ko ghadi ghadi saaf pahoonchna college hamesha late wo kehna sir ka get out from the class wo baahar jaake hamesha kehna yahaan ka systam hi hai kharaab wo jaa ke canteen mein table bajaake wo gaane gaana yaaron ke saath bas yaadein yaadein yaadein reh jaati hain kuchh chhoti chhoti baatein reh jaati hain bas yaadein yaadein yaadein reh jaati hain kuchh chhoti chhoti baatein reh jaati hain bas yaadein wo paapa ka daantna wo kehna mummy ka chhode jiyaa tumhein to bas nazar aata hai jahaan mein beta mera hi kharaab wo dil mein sochna kar ke kuchh dikhaa de wo karna planning roz nayi yaar ladakpan ka wo pehla pyaar wo likhna haathon pe a plus r wo khidki se jhaanknaa wo likhna letter unhein baar baar wo dena tohfe mein sone ki baaliyaan wo lena doston se paise udhaar bas yaadein yaadein yaadein reh jaati hain
Purani Jeans
Ali Haider