phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein dhoondta rehta hoon chehron ke ghane jungal mein shayad ek roz tera roop kahin par dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya mujhko maaloom hai saajish to karegi duniya khwaab chun loon to kahin waqt se chhup kar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon phir hatheli pe lakeeron ka samandar dekhoon laa tera haath ke main apna muqaddar dekhoon
Phir Hatheli Pe Lakiro Ka Samunder Dekhon
Pankaj Udhas